
Toot’ta hua taara sabki dua poori isiliye karta hai,
Nikalta chand sabko pasand aata hai, Doobta suraj kaun dekhna chahta hai, Toot’ta hua taara sabki dua poori isiliye karta hai, Kyuki use tutne ka dard maalum hota hai!
Nikalta chand sabko pasand aata hai, Doobta suraj kaun dekhna chahta hai, Toot’ta hua taara sabki dua poori isiliye karta hai, Kyuki use tutne ka dard maalum hota hai!
Hasti mit jati hai aashiyaan banana main, Bahut muskil hoti hai apno ko samjhane mein, Ek pal me kisi ko bhula na dena, Zindagi lag jaati hai kisi ko apna banana me
Aanshu ko bahut samjhaya Tanhai me aaya karo, Mehfil me hamara majak na banaya karo, Ispar aanshu tadap kar bola Itne logo me apko tanha paate hai Isilye chale aata hai
Chehere par udaasi aur, Aankhe nam kyu hai, Tujhe kabhi paya hi nahi, To tujhe khone ka gum kyu hai
Dil me ho aap toh koi aur khaas kaise hoga, Yaadon mei aapke siva koi pass kaise hoga, Hichkiyna kehti hain, aap yaad karte ho, Par bologe nahi toh hume ehsaas kaise hoga
Koi kisi k dard me shamil nahi hai, Har ada husn k kabil nahi hai, Sab kuch luta kar samjh me aaya, Yeh duniya pyar k kabil nahi hai
Mat kar talaash manjilo ki, Khuda khud hi manjil dikha deta hai… Yun to marta nahi koi kisi ke bina, Waqt sabko jeena sikha deta hai
In chand- sitaro main sama ke reh gaya Yadoon ke diye roj jala ke reh gaya, Tu do kadam bhi sath mere chal na saki, Khud ko musafir hi bana ke main reh gaya, Ye chand baras ki hai jo…
Kaash woh pal sang bitaye na hote Jinko yaad karke ye aanshoo yaad aaye na hote Khuda ko agar is tarah dur le jaana hi tha To itni gehrayi se dil milaye na hote
Khud ki halat ka mujhe ehsaas nahi hota, Aankhe tab barsati hai jab koi paas nahi hota Dil se cahne wale hi chodkar chale jate hai Bas is bat ka hi mujhe vishwas nahi hota
Kisi din teri nazro se dur ho jayenge Dur fizao me kahi kho jayenge Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum Jab zameen ko odh ke so jayenge
Kabhi hum par woh jaan diya karte the, Jo hum kehte the man liya karte the, Ab paas se anjaan banker gujar jaate hai, Jo kabhi dur se hume pehchaan liya karte the
Pyar na ye kaisa tohfa de diya Mujhko gumo ne pathar bana diya Teri yaadon main hi kat gayi ye umar Kehta raha tujhe kab ka bhula diya
Aanshuo ki bunde hai ya ankho ki nami hai Na upar aashmaan hai na niche jami hai Yeh kesa mod hai zindagi ka Usi ki zaroorat hai aur usi ki kami hai
Love shayari, romantic shayari, shayari on love, hindi love shayari, love shayaris in punjabi, urdu. Here you will find original and quality romantic shayari …